Mera kuch saamaan
chod ke aayaa hoon
us ghar pe
Ek toote hue ainaa
jisse dekh ke kisi ne nahin sharmaaye
Deewar pe lage hue kaajal ki daag
jisse kisi ne galti se nahin lagaaya
Bandh hui kidki
jiske paas kuch vaade nahin kiya
Kaagaz pe likha hua ek naam
jisse kisi ne aaj tak nahin chuna
Anar ki ek phal
jiski gulaab jaisi kisi ki chehra nahin tha
Dho simit the hue aankhen
jis mein kabhi bhi aason nahin nikhla
Thadapke kuch aahatein
jis ko kisi ne dhyaan se nahin suna
Na dil ko choda,
Na pyaar, na gham,
Bas,
meraa kuch saamaan
Wednesday, September 06, 2006
Subscribe to:
Post Comments (Atom)
2 comments:
This isnt the version I corrected.. :P
PB
@PB - I quoted this from memory! And the world knows how bad my memory is! :-(
Post a Comment